Gumnaam Lyrics — Nabeel Akbar

Song Credits: Gumnaam is a Urdu song performed by Nabeel Akbar with lyrics also written by Nabeel Akbar, under the production of Pius Arthur. You will get Gumnaam Nabeel Akbar Lyrics below.

Gumnaam Nabeel Akbar Lyrics

tujhe khone ke baad bhi teri aash rahe sab kuch
hone ke baad bhi dil udaas rahe ab gam bhi mujh
akeli ke nahin rahe ab har taraf se log meri
zindagi mein jhaank rahe dhuaan dhua baithe nashe

mein hum khaas rahe kehte dard hote kam agar
baantne se pech daale saare maine pase kisi
vaaste par chhode na ye peeche mera ab bhi
mere saath rahe mere saath shaayad tum bhi rahti

dukhii to phir achha hua jaana ki tum mere
liye nahin ruki kuch aane waale jinke liye
jeena zaroori varna mann to karta roz mera karne
ka khud khushi aisi bhi kya ti majboori ke dil

todna pada tumse behtar mere gale pe khud
pher deti uri thi kya majboori aise chhodna
pada ki baaki saari zindagi tujh bin lagne
lagi adhoori saanson se kareeb hoke bhi miilon

ki doori ho to mere liye bani to kyun nahin
milti mujhko poori aankhon mein nami mere par
hothon pe hansi rahe tumhaare pin ye dekhiye
hum kis tarah se ji rahe gile to betahaasha

zindagi se the par jab tum zindagi se gaye to
hum akle rahe gaye the peeche bharosa ab mujhe yeh
hai kisi pe nahin ki koi bhi zindagi barsaat
rahta nahin kabhi kisi ke shaayad main bhool

jaaunga tujhe bhi peete peete shaayad mujhe
mohabbat phir na ho kabhi kisi se kash mein kash
lage aur kashmakash mein din yeh beete laakhon hasrat
dafan ek murda dil ke

neeche chhoti padegi ek raat ginne baithe dil
ke rog ka agar kya karoon main baat meri jagah
khud ko soch ho gaye laakhon mein tamaashbeen par
bache mere dost kam agar tum mujhko jaano to
shaayad ho achhe dost hum kinaare sahara ke b

dil ye phir bhi pyaasa idhar har kisi ko lagta
uska gam hi sabse zyada mera tumse milne
se pehle tha marne ka iraada wo jo zindagi
mein aake meri tumne badal daala tum nahin to

kuch nahin berang sahi ye zindagi pyaariya thi
jid meri pata mujhe khud nahin par jab se tum
gai ke jaise saans meri tham gai dil karta hai
pannon ke saath jala doon khud ko main yahin mat

batao mujhe ab tum kya galat hai kya sahi jo
ho chuka wo chhodo kyonki waqt to palte ka
nahin jab mujhe zaroorat thi sabse zyada
tumhaari us waqt dene ko sahara mujhe koi

yahan par tha nahin to main bhi wo raha nahin
tum jaante te jise mar chuka wo shakhs ye
uski laash tumhein dikhe tumhaare baare mein
zikr tak maine kisi se kiya nahin par khud
mein tera akh si aaine mein dikhe
mujhe

gile to betahaasha zindagi se the par jab tum
zindagi se gaye to hum akle rahe gaye the peeche
bharosa aap mujhe yeh hai kisi pe nahin ki koi
bhi zindagi barsaat rahta nahin kabhi kisi ke

shaayad main bhool jaaunga tujhe bhi peete peete
shaayad mujhe mohabbat phir na ho kabhi kisi se
kash b kash lage aur kashmakash mein din yeh beete
laakhon hasrat dafan ek murda dil ke
neeche

About Song

Song:Gumnaam
Artist:Nabeel Akbar
Album:Deathwish
Writer:Nabeel Akbar
Producer:Pius Arthur

YouTube Video

Sharing is Caring.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *