Karachi Meri Jaan Lyrics — Nabeel Akbar

Song Credits: Karachi Meri Jaan is a Urdu song performed by Nabeel Akbar with lyrics also written by Nabeel Akbar, under the production of Illuminhadi. You will get Karachi Meri Jaan Nabeel Akbar Lyrics below.

Karachi Meri Jaan Nabeel Akbar Lyrics

Khole khoon daude ragon mein
junoon kahte ishq Mein aur jang mein
nahin hote koi asool tode
Kanoon police rahi mujhe dhoondh jaise kiya

Maine qatl par koi mera nahin kasoor na koi
Kawana sapoot hai gayab jaise bhoot jaise soldier
On the border khole fire in the booth layin on the loose
Kabu mein nahin kisi ke heavy ammunition

Chale automatic machine the mujhe rokne wale jo
Wo dhase andar jami ke main kar chuka hoon paar
Saari had hai saari lakeer wo jo khada maut ke
Bhi munh mein muskura de mere saath hai mera

Rab to mujhko chahiye nahin sahaare tumhein pata
Nahin wo baatein kitni raat jab tanha mein
Bilkul patthar bandhe pet par akela tha main
Bhookha soya kitni dafa toota roya kitna kuch

Jo maine khoya jaate nahin nishaan kabhi jitna
Marzi maine dhoya taag hatheli meri kar gayi
Mujhko baagi zindagani ek paheli tere bin
Rahegi aadi rest in peace to my homies from

The street wo jo mujhse pehle saare jo guzar
Gaye mere
Saathi haan main baagi jab se hua main sharabi
Haan main baagi mujhko fikr nahin jara bhi haan
Main baagi jab se hua main sharabi haan main baagi

Mujhko fikr nahin jara bhi Karachi meri
Jaan ho jaaye murder magar lage jaise aam haadsa
Hai yeh Karachi meri jaan lawaar shahar meri tarah
Jaise bina baap ka hai yeh Karachi meri

Jaan bole paisa to phir sabko samajh aati hai
Jabaan apni kamar par laga ke ghume maut ka
Samaan jeena mushkil hai idhar beta marna aasaan
Ye Karachi meri

Jaan kisi ko bhi kahin pe bhi thok de de
Sare-aam ye Karachi meri
Jaan sab kuch bikta hai agar sahi lage daam ye
Karachi meri
Jaan chale seedhe raaste se saare bure kaam ye

Karachi meri
Jaan ye Karachi meri
Jaan revolution jaise bole to main kranti
Bolo jina mujhe ya phir bolo Gandhi bandook
Haath mein hoon bete tera paap mein ishaare pe

Tu dekh kaise poori duniya naachti soch samajh kar
Baatein kar na aukaat ki ghusne se pehle goli
Poochti hai jaat nahin hoon main sarkar doo police
Ko pagaar darjanon mein nikle saab jab bhi chhad
Apne aasteen mat kar tu koshish karne ki meri

Barabari jawani par baat karein botle sharaab ki
Sabak sikhe mehenge jis waqt jeb mein the nahin
Paise bacha kuch nahin paas baaki khelae baazi jaan
Ki gurbat apna sabse bada jurm bas ek usi
Ko mitaane ko to hua yeh sab shuru jisse

Beta aaj tu apna ustaad bolta hai ek waqt
Pe wo mujhe apna bolta tha guru mere laga
Jaise munh ko lahu kaise peeche hatu dil mein
Mere khauf zara saani raha kisi ke main rabba
Tere siwa aur kisi se na daroon chale kadam

Jaise aag pe main chalun zyada nahin tu marna
To tu bila wajah chhod na kar namumkin
Pakadna mujhko bhale poori force laakar rok
Sakti hai to mujhe bas ab maut aakar jhaant nahin

Ukhaad sakte mera tere forefather Karachi meri
Jaan ho jaaye murder magar lage jaise aam haadsa
Hai yeh Karachi meri jaan lawaar shahar meri tarah
Jaise bina baap ka hai yeh Karachi meri

Jaan bole paisa to phir sabko samajh aati hai
Jabaan apni kamar pe laga ke ghume maut ka
Samaan jeena mushkil hai idhar beta marna aasaan
Ye Karachi meri

Jaan kisi ko bhi kahin pe bhi thok de de
Sare-aam ye Karachi meri
Jaan sab kuch bikta hai agar sahi lage daam ye
Karachi meri
Jaan chale seedhe raaste se saare bure kaam yeh
Karachi meri
Jaan ye Karachi meri Jaan

About Song

Song:Karachi Meri Jaan
Artist:Nabeel Akbar
Album:Deathwish
Writer:Nabeel Akbar
Producer:Illuminhadi

YouTube Video

Sharing is Caring.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *