Sada Lyrics — Nabeel Akbar

Song Credits: Sada is a Urdu song performed by Nabeel Akbar with lyrics also written by Nabeel Akbar, under the production of Pius Arthur. You will get Sada Nabeel Akbar Lyrics below.

Sada Nabeel Akbar Lyrics

Yaa rab koi dikha mujhe raah ab tak chuka
Mile is se raahat dikhti nahin koi ummeed
Ki kir de mujhe thodi aur ladne ki taqat tu
Hi malik tu hi mera khaalik nahin chhup sakhti

Tujhse dil ki jo haalat jeena to chahte
Dobaara phir hum par ye duniya nahin deti is
Cheez ki izaajat tod ke wo dil jismein rehta
Khuda kya faayda kis kaam ki ibaadat kehte

Raho saare mujhko bura mubaarak ho tumko
Tumhaari sharaafat karwa ke sab mujhse apne
Gunaah kehte mujhko main kar gaya bagawat ye
Raasta mera maine khud se chuna sabko meri

Taraf se khuda haafiz sach sunne ki agar nahin
Tumko aadat to tum ho munaafiq tu nahin mere
Saath ab miloonga tumse main jis din qayaamat
Rakhna mohabbat ko meri salaamat mat karna meri

Kabar pe koi sajavaat mein chhod ke jaa raha
Tumhaare liye kiit ye mere jo ban chuke meri
Viraasat rakhna sambhaal ke mere ye kaagaz toote
Dil ke tukde sada toote dil se nikale ke

Sooraj phir se nikale ho khatm sab dil se
Dukhde kaho to sach bhale tum nafrat karo khul ke
Mujhse phoolon mein bhi to tum dekho aksar
Kaante chhupate hain main jal gaye kuch mitti ke

Khata ke putle duniya mein sar jo kabhi kisi
Ke aage na jhukte maula dar pe tere baithe
Apne te ke ghutne ke kisi tarah bas meri ye
Sada tu sun le kar de paak mujhko sab mere

Gunaahon se manzoor hai mujhko mere liye jo bhi
Saja tu chun le kho gaya hoon main gumraah
Bhatkta raahon mein kar de karm koi dikha
Mujhko raasta tu phir se bina daraaye dil mein

Jo baat kahi kabhi socha nahin kya galat kya
Sahi lagta hai bura to phir chhod jao mujhe
Hoon main gunaahgaar magar main dhokhebaaz nahin
Mujhe bardaasht nahin galat baat sahi jaaye mujhse

Kisi ki bakwaas nahin kadve alfaaz nahin
Kisi ke lihaaz mujhe chahiye jawaab majeed aur ye
Sawaal nahin kiska kasoor kaise jodega dil jo
Ye ho chuka choor kaisa sooroor jaise pairo ke

Neeche jo hoti hai dhool tu mitti ke bane to
Kaisa gurur nahin sab kuch khareed sakta paisa
Huzoor mumkin hai aisa to mujhko bata khareedni
Hai mujhko ek mere liye rooh ek lohe ka dil

Jo ki toote na kabhi hum dekhe jo sapne poore
Ho sabhi maula tu kar mujh pe thodi to mehr
Nahin tere khazaane mein hogi koi kammi main chhod

Ke jaa raha sab kuch apna mere chaahne waalon
Ko khush rakhna kehna nahin kare koi meri fikr
Main sah loonga hans ke har dukh apna toote dil

Ke tukde sada toote dil se nikale ke sooraj
Phir se nikale ho khatm sab dil se dukhde
Kaho to sach bhale tum nafrat karo khul ke mujhse
Phoolon mein bhi to tum dekho aksar kaante

Chhupate hain main jal gaye kuch mitti ke khata ke
Putle duniya mein sar jo kabhi kisi ke aage
Na jhukte maula dar pe tere baithe apne teke

Ghutne ke kisi tarah bas meri yeh sada tu sun
Le kar de paak mujhko sab mere gunaahon se
Manzoor hai mujhko mere liye jo bhi saja tu chun
Le kho gaya hoon main gumraah bhatkta raahon mein
Kar de karm koi dikha mujhko raasta tu phir se

About Song

Song:Sada
Artist:Nabeel Akbar
Album:Deathwish
Writer:Nabeel Akbar
Producer:Pius Arthur

YouTube Video

Sharing is Caring.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *