Song Credits: Wake Me Up is a Hindi Rap song performed by Aleemrk with lyrics also written by Aleemrk, under the production of Jokhay . You will get Wake Me Up Aleemrk Lyrics below.
Wake Me Up Aleemrk Lyrics
Please meri fikr karna chhod do
Please meri fikr karna chhod de
Yaar tera ji lega jaise
Bhi haalaaton par dikhayega nahi
Kabhi tumhein shor mein
Please meri fikr karna chhod do na
Please meri fikr karna chhod de
Ji yaar mere poochte tu
Theek hai na main hans ke
Kah doon report ok ki
Haan main theek hoon zyada
Mujhe padta nahi fark bada
Thaat hoon sudhar nahi paaya
Koi shakhs ajeeb nahi deta
Zyada kisi ko bhi waqt
Agar de diya to khud
Pe lagaunga kya baat diya
Sab to phir khaunga kya aisa
Socha to neeche hi jaunga
Na ye baat baat hai
Parties aai don’t like it
Bhai tu gham mein bulayega
Taba aaunga na time se
Badi koi investment nahi
Phir fark nahi padta ki
Pesha kya hai to uthna
Beta kya ghar nahi chalana
Hai ab tak tu bistar
Pe leta kya hai jaise
Dost hai na dushman ye neend
Bhi hai invest in yourself
Waqt ki keemat hai all
Be most consistent you ever
Fitness mujhe apne se
Jyada fikar si hai kahin
Vaek na ho jaaye kahin
Dead na ho jaaye kisi
Ladke ka mujhse behtar
Rap na ho jaaye trap
Bhi ho jaaye mujhse break
Bhi ho jaaye jab panche
Is ka mood boom bap
Bhi kara hai maine bill
Bhi bhara hai jazbaat
Jaise bhi ho kalam dat
Ke chalaaye ye likhai meri
Nahi hai mohtaaj kisi shakhs
Ki dikhayi nahi deta kya
Nahi hoon main waqt ki
Proof kar sakti baar-baar
Main bol-bol ke hoga yakeen
Tabhi hoga jab top
Pe sudhar raha hota hoon
Jab hota hoon gayab tum
Ye mat samajhna ki aaunga
Nahi laaut ke tragedies 110
Meri laugh mein enemy aakar
Sab bane mike pe one
Be in ka munh tod doon
Ye likhai meri zindagi
Main kaise chhod doon waiting
For the better me ab
Itne time se ting for no
Reason ab kya sabko
Time de jaana hai sabse
Aage lena hai sabse kam
Hi rest tha hi nahi
Tu kal tak aakar kyun
Kare suggest ye do teen
Char mere kaam ke nahi
Aye I am born to be
Number one yaad aaya
Number se call karaau do
Din se kyun tera number
Band phir se kya duniya
Se jang ho gayi phir
Se tang ho gayi ya
Jiske liye duniya se
Baat karna band ki usi
Se kya baat hona band
Ho gayi samajh sakta hoon
Main situation tumhaari bhi
Hoti hi aayi hai saalon
Se yahi waqt diya sab
Diya munh kaise pher liya
Kah doon main ab tak
Savaalon mein wahi seekha
Hai waqt se ke waqt
Ko bhi waqt do phir
Waqt pe tum sabko chipa
Loge bhai bhaagne ki karoge
Waqt se bhi aage to
Waqt se hi pahle tabaah
Hoge bhai ismein shak kya
Hai bol mere bik rahe
Hain raaj teri izzat ke
Badle to do zyaada
Khol izzat aate huye laati
Hai hate aur troll banna
Hai bass ye sab jhelna
Padega kadam rakh diya
Game mein ab khelna padega
Sab chhod denge hope koi
Scope tujhe apna bhi
Ghar shayad jail sa lagega
Lekin chup rahna bilkul agar
Proof karna galat zubaan kam
Chalaana agar dikhna hai
Alag tu behtar hai sabse
Tujhse upar nahi koi
Mindset bas itna sa laa
Deta fark mind ko kar
Na paaye kabhi thought koi
Vaek rukunga na kabhi jhukunga
Nahi bhalen hit na ho
Aane waala ek bhi track
Please meri fikr karna chhod
Chhod do please meri fikr karna
Chhod de yaar tera ji
Lega jaise bhi haalaaton par
Dikhayega nahi kabhi tumhein
Shor mein please meri fikr karna
Chhod do na please meri
Fikr karna chhod de ji yaar
Mere poochte tu theek hai
Na main bhi hans ke
Kah doon report ok ki
About Song
Song: | Wake Me Up |
Artist: | Aleemrk |
Album: | Wake Me Up |
Writer: | Aleemrk |
Producer: | Jokhay |